हवाईजादा दिल-Hawaizada Dil Hindi Song with lyrics
https://youtu.be/mnivb5EmILI
हवाईजादा दिल लिरिक्स
Hawaizaada dil
Hawaizaada dil
Ba adab, aji ba mulahiza hoshiyar
Ishq ki bandook liye karne shikaar
Ho ba-adab, aji ba-mulahiza hoshiyar
Ishq ki bandook liye karne shikaar
Be-mulq riyasat ka nawabzaada dil
Thoko thoko salaam aaya
Hawaizaada dil
Hawaizaada dil
Hawaizaada
Injar pinjar dheele hain
Khasta haal dil
Koi to utha le aake
Rasta maare dil (Repeat once)
Oh hum bhi to iklaute hain
Aisi bewakoofiyan kaun kare
Haseenon ki kadmon mein
Khilona kanch ka kaun dhare
Bechara hai, gareeb hai
Thokarein naseeb hain
Toot-ta phoot-ta rehta
Naazuk saada dil
Thoko thoko salaam aaya
Hawaizaada dil
Hawaizaada
Raat ek haseen mem
Taaron se jadi
Shawl mein sil ke chaand
Akadi woh khadi (Repeat once)
Woo humne udheda chaand
Udhda raz ek hai
Meri pocket ke naap ka
Aasman mein bhi chhed hai
Ek ladi hai noton pe
Smile phir bhi hothon pe
Rau mein bechoonga pauna aadha dil
Thoko thoko salaam aaya
Hawaizaada dil
Hawaizaada
Hawaizaada dil
Hawaizaada
Lyrics: Hawaizaada Dil – Hawaizaada Song
Music Director: Rochak Kohli
Lyrics: Vibhu Puri
Singer: Rochak Kohli
0 टिप्पणियाँ