प्यार हुआ इक़रार हुआ है प्यार से फिर क्यों डरता है दिल Pyar Hua Iqarar Hua Hai Pyar Se Phir Kyon Darata Hai Dil Hindi Lyrics
Lata Mangeshkar Pyar Hua Iqarar Hua Lyrics in Hindi
Shree 420 Movie Songs Lyrics
pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil

kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil

kaho ki apni prit ka geet na badlega kabhi
tum bhi kaho is raah ka meet na badlega kabhi
pyar jo tuta, saath jo chhuta, jaan na chamkega kabhi
pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil
kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil
pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil
raate daso dishaao se kahegi apni kahaniya
geet hamaare pyaar ki doharaayegi jawaniya
mai na rahungi, tum na rahoge phir bhi rahegi nishaniya
pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil
kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil
kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil
pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil.
- Movie –Shree 420 (1955)
- Song –Pyar Hua Iqarar Hua Hai, Pyar Se Phir Kyon Darata Hai Dil
- Singer –Lata Mangeshkar,Manna Dey
- Lyrics Written by Shailendra
0 टिप्पणियाँ